No Comments
Tretyug mein ek samay bhayankar aakaal pada. Choonki varsha nahin hui, saari vanspati sookh gayi. Jungle mein kand, jad aur paani bhi kam paaye jaate the. Aise mein Kaushik muni apne parivaar sahit aise sthaan ki talash mein nikal pade...