
Sanatan Dharma ka vishal saagar anek kathaon se paripoorna hai, jinmein se pratyek humein jeevan ke vibhinn aayamon ke baare mein gehraai se sochne par majboor karti hai. Aisi hi ek prernaadayak kahani hai Narad Muni ki, jo humein ahankaar...
Sanatan Dharma ka vishal saagar anek kathaon se paripoorna hai, jinmein se pratyek humein jeevan ke vibhinn aayamon ke baare mein gehraai se sochne par majboor karti hai. Aisi hi ek prernaadayak kahani hai Narad Muni ki, jo humein ahankaar...
Doston, zindagi mein jo vyakti apne karyon ko shraddha aur samarpan ke saath karta hai, us par Bhagwan ki kripa drishti hamesha bani rehti hai. Aaj main aapko ek aisi kahani sunane ja raha hoon, jisse aap jaan sakte hain...
Pauranik Kathao ke Anusar, daityaraj Hiranyakashipu ko Bhagwan Brahma se ek adbhut vardaan mila tha. Is vardaan ke hisaab se, use na toh insaan maar sakta tha aur na hi jaanwar, na hi din mein maar sakta tha aur na...
Dharmaraj Yudhishthir bolne lage, “Hey Bhagwan! Main aapko koti-koti pranam karta hoon. Aapne Chaitra mah ke Krishna Paksh ki Ekadashi ke baare mein visthar se bataya hai. Ab aap kripa karke Chaitra Shukla Ekadashi ka kya naam hai? Aur unki...
Ek samay ki baat hai, Bhagwan Brahma ke Vedon ko vishaal rakshas Hayagriva ne chura liya. Sarvatra ajnaan ka andhkaar phail gaya aur paap tatha anyaay ka bolbala ho gaya. Dharm ki raksha ke liye Bhagwan Vishnu ne Hayagriva avtaar...
Charon dhaamon ka apna-apna pauranik mahatv hai. Unmein se ek hai Badrinath dhaam. Badrinath dhaam ke baare mein ek dilchasp kahani hai. Pehle yeh Bhagwan Shiv ki bhoomi hua karti thi aur baad mein yeh Shri Hari Vishnu ka nivaas...
Ek baar Devrishi Narad ko phir se Bhagwan Vishnu ka sabse bada bhakt hone ka abhimaan ho gaya. Wah sochne laga, “Main din-raat Bhagwan Vishnu ki stuti karta hu. Phir mujhse bada bhakt iss sansar me kaun ho sakta hai?...
Ek baar Shiv ne apne tej ko samundar mein phenk diya tha. Usse ek mahatejasvi balak ne janm liya. Yah balak age chalkar Jalandhar ke naam se parakrami daitya raja bana. Iski rajdhani ka naam Jalandhar nagri tha. Daityaraj Kalnemi...
Mokshada Ekadashi ka Mahatva Dharmaraj Yudhishthir ne kaha, “Hey Bhagwan! Maine Margashirsh Krishna Ekadashi ka arthak utpanna Ekadashi vistrit varnan suna hai. Ab kripya mujhe Margashirsh mas ke Shukl Paksh ki Ekadashi ke baare mein batayen. Is Ekadashi ka kya...
Praachin samay ki baat hai. Sampurna srishti mein paani hi paani tha, uss samay keval Bhagwan Vishnu Sheshnag shayyaa par shayan kar rahe the. Tabhi unke kaano ke mail se Madhu aur Kaitabh naam ke do shaktishaali raakshas paida hue....
आपका स्वागत है ‘सनातन ज्ञान मंथन’ वेबसाइट पर! यहां, हम आपको प्राचीन भारतीय साहित्य के मूल्यवान गहनों से परिचित कराएंगे। हमारी धरोहर में सीता-राम, कृष्ण-बालराम, और अर्जुन-कर्ण की अद्भुत कहानियों से लेकर महाभारत और रामायण के अनकहे पहलू तक कई रहस्यमयी कथाएं और ज्ञान छिपा है।