Mallikarjun 12 Jyotirlingon mein doosra Jyotirling hai. Yah mandir Andhra Pradesh ke Krishna zile mein Krishna Nadi ke tat par ShriShail Parvat (ShriParvat) par sthit hai. Is mandir ko Dakshin ka Kailash bhi kaha jata hai. Aisa mana jata hai...
Mallikarjun 12 Jyotirlingon mein doosra Jyotirling hai. Yah mandir Andhra Pradesh ke Krishna zile mein Krishna Nadi ke tat par ShriShail Parvat (ShriParvat) par sthit hai. Is mandir ko Dakshin ka Kailash bhi kaha jata hai. Aisa mana jata hai...
Shivpuran ke anusaar Ghushmeshwar Mahadev 12 Jyotirlingon mein antim Jyotirling hai. Yah Jyotirling Maharashtra rajya mein Aurangabad ke paas Daulatabad se 11 kilometer door Verulgaon ke paas sthit hai. Ise Ghushmeshwar Jyotirling bhi kaha jaata hai. Baudh bhikshuon dwara nirmit...
Daaruka naam ka ek prasiddh rakshasi thi jise Devi Parvati ka aashirvaad praapt tha jis karan vah ahankaar mein choor rahati thi. Uska pati Daaruk bahut shaktishaali rakshas tha. Vah samaj mein bhay phelaane ke liye anek rakshason ko lekar...
Shiv Puran ke anusar Somnath Jyotirling Bhagwan Shiv ka pratham Jyotirling hai. Purano mein Somnath Jyotirling ki sthapna se judi katha is prakar hai: jab Prajapati Daksh ne apni sabhi sattaees putriyon ka vivah Chandradev se kiya to ve bahut...
Bhagwan Shiv se jude baarah jyotirlingon mein Madhya Pradesh ka Omkarehswar chauthe sthaan par hai. Yahaan Bhagwan Shiv Narmada nadi ke tat par Om aakar ke parvat par virajman hain. Hindu dharm mein Omkarehswar Jyotirling ko lekar kayi manyataaein hain....
Prachin kal mein Devi Ahilya ke pati Gautam Rishi Brahmagiri parvat par rahkar tapasya karte the. Us kshetra mein kai rishi-muni the jo Gautam Rishi se irshya karte the aur unhein apmanit karne ki koshish karte the. Ek din sabhi...
आपका स्वागत है ‘सनातन ज्ञान मंथन’ वेबसाइट पर! यहां, हम आपको प्राचीन भारतीय साहित्य के मूल्यवान गहनों से परिचित कराएंगे। हमारी धरोहर में सीता-राम, कृष्ण-बालराम, और अर्जुन-कर्ण की अद्भुत कहानियों से लेकर महाभारत और रामायण के अनकहे पहलू तक कई रहस्यमयी कथाएं और ज्ञान छिपा है।