Maharshi Ved Vyas dwara likhit Mahabharat mein kai mahaan aur shaktishaali raajao ka varnan hai. Inhi mahaan yodhao mein se ek tha Raja Jarasandh. Unke janm aur mrityu ki kahani bhi kafi rochak hai. J...
Yeh sawaal aksar kai logon ko pareshaan karta hai ki agar Angad bhi samudra paar kar sakte the toh phir Hanuman ji sabse pehle Lanka kyun gaye? Aaj main isi prashna ke uttar mein yeh lekh likh raha ho...
Yudhishthir Maharaj, Pandu ke sabse bade putra the. Inhe Kunti dwara Dharmaraj ke aahwan par utpann kiya gaya tha, jiski wajah se unke charitra mein dharm aur nyay ka gehra sambandh tha. Isliye unhe &...
Praachin samay ki baat hai. Sampurna srishti mein paani hi paani tha, uss samay keval Bhagwan Vishnu Sheshnag shayyaa par shayan kar rahe the. Tabhi unke kaano ke mail se Madhu aur Kaitabh naam ke do ...
Narad Muni ne ek baar Bhagwan Vishnu ke darshan ki ichha vyakt ki. Tab Narad Muni ne Swarg se Vaikunth jaakar Bhagwan Vishnu ko darshan kiye. Bhagwan Vishnu ke haath mein shankh, chakra, gada, aur kam...
प्रभाष क्षेत्र में श्रीकृष्ण और बलराम समुद्र के किनारे खड़े हो जाते हैं। फिर श्रीकृष्ण अपनी माया से एक धनुष हाथ में लेकर उसकी प्रत्यंचा से टंकार करते हैं, जिससे समुद्र और आसमान में भूचाल आता है। फिर सम...
Mahabharat se judhe aise kayi rahasya hain, jinke baare mein bahut kam hi logon ko pata hai. Aisa hi ek rahasya Pandavon se juda hua hai, jiske baare mein jaankar aapko behad hairani hogi. Maana jaata...
Ek samay ki baat hai, Mathura naamak nagar mein ek ladki rehti thi. Vah chatur, buddhimaan aur sabhi ka khyaal rakhne vali thi. Ladki ko phool chunna aur unse vibhinn prakaar ke pest/itr banana bahut ...
Jab Draupadi ko khabar mili ki uske paanch putron ko Ashwatthama ne maar dala hai, isse Draupadi bahut pareshan ho gayi aur usne tab tak kuch bhi khaana-peena band karne ka faisla kiya jab tak ki use ...
रामायण के समय, व्यक्ति तपस्या के माध्यम से अपनी मुख्य इच्छाओं को वास्तविक जीवन में साकार कर सकता था और ऐसी इच्छाओं को दुनिया में बहुत महत्व दिया जाता था। मयासुर ने एक बार भगवान शिव से प्रार्थना की कि ...













