Pauranik Kathao ke Anusar, daityaraj Hiranyakashipu ko Bhagwan Brahma se ek adbhut vardaan mila tha. Is vardaan ke hisaab se, use na toh insaan maar sakta tha aur na hi jaanwar, na hi din mein maar sa...
देशभर के हनुमान भक्त ज्येष्ठ माह के बड़े मंगल को बड़ी धूमधाम से मनाते हैं। इस खास अवसर का अनोखा सौंदर्य उत्तर प्रदेश के लखनऊ शहर में देखने को मिलता है। कहा जाता है कि यहीं से बड़े मंगल को एक उत्सव के र...
Trikoota Rajya ke rajguru, Rishi Sheshirayan tapasya aur kathor sadhna mein leen rahte the. Unki ek hi iccha thi – ek aisa putra prapt karna jo yuddh mein ajey ho. Isi iccha ko lekar unhone Bhag...
Narmada nadi, jo “Reva” ke naam se bhi jaani jaati hai, Bharat ki pavitr nadiyon mein se ek hai. Yeh nadi n keval apne dharmik mahatv ke liye prasiddh hai, balki iske tat par milne wale an...
Pauranik katha ke anusaar, Marwad kshetra mein ek Vedic aur sadaachaari brahman rahata tha. Uska naam Devdatt tha. Is brahman ki ek atyant sundar aur garbhavti patni thi, uska naam Shobhana tha. Brahm...
Ek samay ki baat hai, ek budhiya thi, us budhiya ka Ramnath naam ka ek beta tha. Ramnath paisa kamane ke liye videsh chala gaya. Apne bete ke videsh chale jane ke baad budhiya bahut chintit aur dukhi ...
Dharmaraj Yudhishthir bolne lage, “Hey Bhagwan! Main aapko koti-koti pranam karta hoon. Aapne Chaitra mah ke Krishna Paksh ki Ekadashi ke baare mein visthar se bataya hai. Ab aap kripa karke Cha...
Ek baar Sharad Poornima ki shart-ujjwal chandni mein Yamuna nadi ke tat par Shyam Sundar Sakshat Manmathnath ki bansi sunai di. Manmath ka maanamardan karne ke liye Shri Krishna ne chheh mah ki ek raa...
Sanatan dharm mein Mahashivratri ke parv ka vishesh mahatva hai. Dharmik manyataon ke anusar, Mahashivratri ke din Bhagwan Shiv aur Mata Parvati ki pooja karne se sabhi pareshaniyaan door ho jaati hai...
Ek samay ki baat hai, Bhagwan Brahma ke Vedon ko vishaal rakshas Hayagriva ne chura liya. Sarvatra ajnaan ka andhkaar phail gaya aur paap tatha anyaay ka bolbala ho gaya. Dharm ki raksha ke liye Bhagw...













